Album Apka Abhijeet
Artist Abhijeet Sawant
Song “Lafzo me kehna saku
1
2
3
lafzo me keh na saku
Bin kahe bhi reh na saku
lafzo me keh na saku
Bin kahe bhi reh na saku
nasha hi nasha raat din hai
na pucho ye kaisa pyar hai
lafzo me keh na saku
Bin kahe bhi reh na saku
MUSIC
1
2
halki si barsat me
pehli mulakat me
pehli hi bar me
dil ko mere le gayi
chahat ke ikrar me
anjana gham de gayi
aayi jab samne
jane kyu woh darr gayi
pagal mujhko kar gayi
janeman janejaaaa….
na jane kya baat hai
Lage ki din mein raat hai
na jane kya baat hai
Lage ki din mein raat hai
nayi hai subah to nayi sham
ajab haal mera yaar hai
lafzo me keh na saku
bin kahe bhi reh na saku
MUSIC
1
2
mera dil… meri jaan….
main yaha tu hai kahan
main dekhu mudke jidhar
aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahte
deewana mein ho gaya
teri chahat me sanam
na jane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar
mujhko na itni khabar
kab jaga kab so gaya
janeman janejaaa…..
na jane kya baat hai
lage ki din mein raat hai
na jane kya baat hai
lage ki din mein raat hai
nayi hai subah to nayi sham
ajab haal mera yaar hai
lafzo me keh na saku
bin kahe bhi reh na saku
lafzo me keh na saku
bin kahe bhi reh na saku